Visiter Country Flag Counter

free counters

Thursday, February 3, 2011

Kiya aap ko maloom hay?

Slope is shadharwan and ropes are ready to fasten with iron rings over shadharwan


Kabbay kay Slope ka jawab note kerlain
App ke khidmat mai kal Ek Tasweer pesh ke gayee the aur app sey daryaft kiya tha keh Kabbay ke dewaroon kay saath yeh White Marble Slope jo banaya gaya ha is ka naam kiya ha aur iski Shara'ee Haseeyat kia hai aur Tawaf kerne waloon kay liye yeh kis Qadar Ahmeyat ka hamil hai...... Hum sab masha'Allah Tawaf kertain hain, is Slope ko dekhtain bhe hain mager is ki Ahmeyat ka Hamain Andaza Nahee ho Pata.


Asal Waqiya yeh hay
RASOOL-ALLAH SALLALLA HO ALLIHI-WASALAM ki Zahir Hiyat Tayaba main Nabawat se phelay Kabbay kay Uper ki Roof nahi thi. Jab Quresh nay Kabbay ke As'Sare-no tameer Shour ki orr Kabbay per Roof dalne ka iradah kia tu itna Halal paisa nahi tha kay Kabbay ki Poori Roof Dalli ja sakti. Isliye yeh Fasla howa keh Kabbay ki charoon dewroon ko thoda thoda qareeb kerdia ja-ee takh Roof choti ho-jae orr Halal fund sey tameer ho. Iski wahja sey yeh howa keh kabbay ka Asal androoni Hissa Bahar agaya, ab ager Kabay kay charoon taraf yeh slope na bana-ya jata tu dewar kay sath lag ker Tawaf kerne waloon ka Tawaf Batil hojata kiyoun keh Tawaf Kabbay kay Bahar kia jata hai ander nahee, yeh is slope ki Technical or Shara-e wajha hay. (Tasweer ko doobara dekhian baat samajh main ajay-ee gee). Is ka ARABIC naam "SHA'ZAR-WAN" hay.


Statistical data regarding its' marble stones are as under:
Sha’zar’wans' height is 34 to 35 cm
Where as it’s' width is 45cm
Total marble stone = 68
From the corner of Hajar-e-Aswad to Rukn-e-Iraqi = 23 stones
(Multazim and Kabba door come in between so slope is not made with half of this wall)
From Rukn-e-Iraqi to Rukn-e-shami = Nil stone
(In between of these wall hateem lies which its Self is inner partof kaba, so no shadharwan slope Stone has been fixed here. Only a liar of straight Bricks are fixed here in the bottom of kaba which is called in Arabic Hajar-e-Salwan which would be described in next chapter Insha’Allah)
From Rukn-e-Shami to Rukn-e-Yemeni =25 stones
From Rukn-e-Yemeni to corner of Hajar-e-Aswad =20 stones

No comments:

Post a Comment